Thursday, May 27, 2021

संगीत सरगम पुस्तक देखने के लिए स्कैन करें Scan these QR code to see the Sargam Books

 संगीत सरगम पुस्तक देखने के लिए स्कैन करें Scan these QR code to see the Sargam Books

इसको स्कैन करने के लिए आप गूगल प्ले स्टोर से क्यू आर कोड स्कैनर डाउन लोड करें.

download and QR code scanner on your mobile from google play store and then scan the below picture of QR code.




Tuesday, May 18, 2021

Song's Notations books in English and Western notes CDEF🎹🎸🎺🎻🎵

 Song's Notations books in English and Western notes CDEF

These Song notations books are available in English and notes in CDEF style

These books are only available at amazon.in or flipkart.com or notionpress.com

or contact me at vinod66vk@gmail.com

Music lovers' support will help in bringing a further book(s).

Asha western notes

Kishore western notes 2

kishore western notes 1

Kumar Shanu western notes

Lata western notes

Md. Rafi western notes 4

Md. Rafi western notes 1

Mukesh western notes 2

Mukesh western notes 1

Md. Rafi western notes 2

Md. Rafi western notes 3

Please tell about these books to your music-loving friends and relatives.
🎹🎸🎺🎻🎵


Song Sargam Books in English Notes in SRGM

 Song Sargam Books  in English Notes in SRGM


These books are available only at amazon.in or flipkart.com or Notionpress.com or contact me at vinod66vk@gmail.com

Asha Bhosle

Kishore 2

Kishore 1

Kumar Shanu

Lata Mangeshkar

Manna Dey

Md. Rafi 4

Md. Rafi 1

Mukesh 1

Mukesh 2

Md. Rafi 2

Md. Rafi 3

Sloan Duployan Shorthand learning book


Hindi song sargam books हिंदी गीतों की स्वरलिपि पुस्तकें

 Hindi song sargam books हिंदी गीतों की स्वरलिपि पुस्तकें

ये पुस्तकें केवल अमेज़न या फ्लिप्कार्ट या नोशनप्रेस पर मिलेंगी

These books are available at amazon.in or flipkart.com or notionpress.com or contact with me.

आशा 1

ग़ज़ल स्वरलिपि

येसुदास

किशोर 2

किशोर 1

कुमार शानू 

लता 1

मन्ना डे

मो. रफ़ी 1

मो. रफ़ी 2

मो. रफ़ी 3

मो. रफ़ी 4

मो. रफ़ी केवल गीत

मुकेश 1

मुकेश 2

सचिनदेव बर्मन का संगीत


Monday, May 10, 2021

Train chalti ja rahi hai truth of life by Rajendra Pandit poet राजेन्द्र...


kavi avam lekhak Rajendra Pandit ki khoobsurat rachna Train chalti ja rahi hai, jivan ki sachchaayi bayaan karti hai. Raag Bhairav mein Pashto taal saat maatra mein laya badh hai. Aaap sunein. agar achchha lage to like karein share karein, channel ko subscribe karein.

ट्रेन चलती जा रही है ट्रेन चलती जा रही है 

जा रहा कोई ह्रदय में प्रिय मिलन की आस लेकर
और कोई जा रहा है सिन्धु सा संत्रास देकर
बेखबर वह विरह स्वर को मिलन धुन में गा रही है 
ट्रेन चलती जा रही है ट्रेन चलती जा रही है 

मिल गयी जिसको जगह बेफिक्र हो वह सो रहा है 
किन्तु जो पाया नहीं वह व्यवस्था को रो रहा है
हैं बहुत अवरोध लेकिन लक्ष्य तक पंहुचा रही है
ट्रेन चलती जा रही है ट्रेन चलती जा रही है 

वह नहीं टिकता यहाँ पर आ गया जिसका ठिकाना
एक शाश्वत सत्य जो आया उसे पड़ता है जाना
सृष्टि के इस नियम को यह बिन कहे समझा रही है
ट्रेन चलती जा रही है ट्रेन चलती जा रही है 

train chalti ja rahi hai train chalti ja rahi hai

ja raha koi hriday me priy milan ki aas lekar
aur koi ja rahaa hai sindhu sa santras dekar
bekhabar vah virah swar ko milan dhun me ga rahi hai
train chalti ja rahi hai train chalti ja rahi hai

mil gayi jisko jagah befikr ho vah so rahaa hai
kintu jo paya nahin vah vyavastha ko ro rahaa hai
hain bahut avrodh lekin lakshy tak panhucha rahi hai
train chalti ja rahi hai train chalti ja rahi hai

vah nahin tikta yahaan par aa gayaa jiska thikana
ek shashwat saty jo aaya use padta hai jaana
srishti ke is niyam ko yah bin kahe samjhaa rahi hai
train chalti ja rahi hai train chalti ja rahi hai