Song Notes Books

Wednesday, 31 October 2012

Chhup gaya koi re door se pukar ke

Beautiful song of film Champakali 1957 Chhup gaya koi re door se pukar ke dard anokhe haay de gaya pyaar mein.

Please Click on this link Chhup Gaya Koi Re Door Se Pukar Ke

[Singer:- Lata ]

chhup gaya koi re, dur se pukaar ke
dard anokhe haay, de gaya pyaar ke
chhup gaya...................

aaj hai suuni suuni, dil kii ye galiyaan
ban gai kaante meri, khushiyon ki kaliyaan
pyaar bhi khoya maine, sab kuchh haar ke
dard anokhe haay, de gaya pyaar ke
chhup gaya...................

ankhiyon se neend gai, manava se chain re
chhup chhup roe mere, khoe khoe nain re
haay yahi to mere, din the singaar ke
dard anokhe haay, de gaya pyaar ke
chhup gaya..................

Tuesday, 16 October 2012

Friday, 12 October 2012

यशोमति मैया से बोले नंदलाला

यशोमति मैया से बोले नंदलाला गाने की सरगम की फरमाइश पर प्रस्तुत है इस गाने की सरगम.  अपनी प्रतिक्रिया भेजें.



Yashomati maiya se bole nandlala

here is notations of the song Yashomati Maiya se bole nandlala Radha kyon gori main kyon kala from film Satyam Shivam Sundaram singer Lata Mangeshkar